Oonchay Oonchay Namoon Ki Takhtiyaan Gira dena
Zulm Kerney Walon Ki Wardiyaan Jala dena
Dar Badar Bhatakna kiya Daftaron k Jungle mein
Beelchay Utha lena Digriyan Jala dena
Maut se Jo Darr Jao Zandagi nahin milti
Jung Jeetna chaho Kashtiyaan Jala dena
Phir Bahu Jalaney ka Haq Tumhain Puhunchta hai
Pehlay Apney Aangan ki Baitiyaan Jala dena



gud coolection
wow great collection
wow very nice such a inqlabi poetry
its not Sahir Sb poetry but of Manzar Bhopali’s (India)
sahir saab ka kalam aaj ke liye hai……
kia baat hai ludhyani sahb ki.
little good because i think its not enough of wake up a sleeping country.
ya afcourse……
Jin logon nay jagna hota hai un kay liye itna hi bohat hota hai
sir mjhe PTI imran khan pa shairi likh kr dain ma song gaana chahta hun..plz shahbaz_khan2001@hotmail.com
g zarur ap ko bht jald song mil jae ga hahaha
bhai jaan ye poetry manzar bh00pali sahab ki hai
ye dekh lain
nice:)
inqlab zenda bad
azad balochistan zenda bad
azad balochistan nhe milega ga,, rehna hai tou raho warna iran dafa hojao
mn kashmiri hu magar aik inqulabi hone k nathay jo zulam boloch pe ho ra hai wo bardasht nahi kar saka. apni jadoojaid ko taiz karo tb hi ja k boloch qoom ko azadi mile gi……
ali sahib aap ne ye poetry bhupali ki sabet kr k na serf apni adab zoqi ka amli sabot deya balke tareeh b drust kr di shabash weldon
inqulab zinda bad utho tl=m sb log jo ghlam nahi raho gay
GREAT COLLECTION……